Tere Kaatir


Kabhi kisi ka saat
Kabhi kisi ki baat

Kabhi kisi ka hasna
Kabhi kisi ka rona

Kabhi kisi ka rahena
Kabhi kisi ki yaadein

Aur kabhi kabhi ye sab
Kisi ek ke kaatir

Kabhi kisi ke saat, dekhe hue sapne
Kabhi kisi ke baat, mein apna pan

Kabhi kisi ka hasna, unn chutkulo pe
Kabhi kisi ka rona, unn nasamjiyo pe

Kabhi kisi ka rahena, humare kareeb
Kabhi kisi ki yaado, mein khojana

Aur hamesha ye sab
Kisi ek ke kaatir..

Comments